top of page

Baarishein


 

Singer: Anuv Jain

Tempo: 94 BPM

Scale: D major

 

[D] Haule se Dheeme [Bm] se

Mujhko [G] baahon mein bhar lo na [D] tum.. [A]

Naram [D] si Saason [Bm] mein

Mujhko [G] aahon me bhar lo na [D] tum.. [A]


[D] Sun zara Mere paas aa

Ab [Bm] baithe hai hum bhi yahan

[G] Dil ke darmiyaan

[D] Barishein hai bari [A] shein

[D] Teri hi baaton pe meine

[Bm] Saja li hai duniya yahan

[G] Dil ke darmiyan

[D] Barishein hai bari [A] shein


Ab tu [D] ati hai Bulati hai

[Bm] Bister se yun Girati hai

Ki [G] sauon mein baaho me bas [D] teri [A] huh

Jab [D] barishein barsti hai

[Bm] Pagal jaise thirakti hai

Tum [G] jaisi ho bas waise hi [D] raho.. [A]


Ab [D] tere bina yahan meri saansein

[Bm] jaise bina nindiya ki raate hai [G] to... [A]

Aur [D] tu hi mere dil ki raza hai

[Bm] tere bina dil bhi kaafa hai [G] toh.. [A]

[D] Teri ankhon ka [Bm] kajal na failay ab

[G] kabhi bhi Tujhe itna pyaar [A] doon

Teri [D] khushiyun ki [Bm] khatir ye duniya me

[G] meri ek pal mein war [A] doon mein


[D] Ab bikri teri ye zulfoon se

[Bm] ankhein teri jab dekhti hai

[G] Dikhta hai mujhe wo [D] asmaan.. [A]

[D] Ki kholun paankh mein mere

[Bm] ud jau mein kho jau mein

[G] Is asmaan mein patango ki [D] tarah.. [A]

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page