Bedardi Se Pyar Ka
Singer: Jubin Nautiyal
Tempo: 93 BPM
Scale: D minor
Ye [Am] soch ke dil mera
Zoron [Am] se dhadakta hai
Kisi [Am] aur ki chhatt pe kyon
Mera [Am] chand chamakta hai
Hum [Am] doob gaye jaa [Dm] na
[Dm] Ankhon ke paani [C] mein
[C] Jaane wo kaise [A#] log the
[A#] Jinko kinara [Am] mila
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Dm] sahara na mila
Sahara na mila
Aisa [Am] bichda woh [C] mujhko
na [A#] dobara [Am] mila
[Am] Bedardi se pyaar ka...
Hamein [Am] pyar ab dobara
[C] Hona bohat hai mushkil
[Dm] Chhoda kahaan hai tumne
[Bb] Humko kisi ke [Am] kabil..
[Am] Humne chirag leke
[C] Chhaane hain raste saare
[Dm] Paya nahi kisi ko
Dil [Bb] mein siwa [Am] tumhare
[Am] Kehte hain dhoondo [Dm] to
Rabb [Dm] bhi mil jaata [C] hai
[C] Haye naseeba [A#] ishq na humko
[A#] hamara [Am] mila
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Dm] sahara na mila
Sahara na mila
Aisa [Am] bichda woh [C] mujhko
na [A#] dobara [Am] mila
[Am] Bedardi se pyaar ka...
Har [F] waqt andhera [Am] hai dil mein
Chaahe [Am] dhoop rahe ya raat rahe
Kuch [Bb] bhi to nahi badla hum mein
Bar [Bb] baad the hum barbaad rahe
Hum [C] jiske liye duniya bhoole
[Bb] Usko bhi kahaan hum [Am] yaad rahe
Hamein [Am] apne muqaddar [Dm] se
Bas ek shikaayat [C] hai
Kya baat hui kyun [Bb] sath
na humko tumhara [Am] mila
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Am] Bedardi se pyaar ka
[Dm] sahara na mila
Sahara na mila
Aisa [Am] bichda woh [C] mujhko
na [A#] dobara [Am] mila
[Am] Bedardi se pyaar ka...
Recent Posts
See AllSinger: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti
Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh