top of page

Chhod Diya (Bazaar)


 

Singer: Arijit Singh

Tempo: 89 BPM

Scale: A# minor

 

[A#m] Chhoddiya woh [G#] raasta

Jis [F#] raaste se tum [Fm] the guzre


[A#m] Chhod diya woh [G#] raasta

Jis [F#] raaste se tum [Fm] the guzre

[A#m] Toddiya woh [G#] aaina

Jis [F#] aaine mein tera [Fm] aks dikhe


Main [A#m] sheher mein tere tha [F#] ghairon sa

Mujhe [C#] apna [G#] koi na mila [A#m]

Tere lamhon [A#m] se, mere [F#] zakhmon se

Abtoh [C#] main [G#] door chala [A#m]


[A#m] Rukh na kiya unn [G#] galiyon ka

Jin [F#] galiyon mein teri [Fm] baatein ho


[A#m] Chhod diya woh [G#] raasta

Jis [F#] raaste se tum [Fm] the guzre


[A#m] Main tha musafir [F#] raah ka teri

[C#] Tujh tak mera tha [G#] daayra

[A#m] Main kabhi tha [F#] mehbar tera

[C#] Khanabadosh main [G#] ab thehra

[F#] Khanabadosh main ab [A#m] thehra..


[A#m] Chhoota nahin unn [G#] phoolon ko

Jin [F#] phoolon mein teri [Fm] khushboo ho

[A#m] Rooth gaya unn [G#] khwaabon se

Jin [F#] khaabon mein tera [Fm] khaab bhi ho


[A#m] Kuchh bhi na paya [F#] maine safar me

[C#] Hoke safar ka [G#] main reh gaya

[A#m] Kaagaz ka bo [F#] shida ghar tha

[C#] Bheegte baarish mein [G#] beh gaya

[F#] Bheegte baarish mein [A#m] beh gaya


[A#m] Dekhun nahi uss [G#] chaandni ko

[F#] Jis mein ke teri [Fm] perchhayi ho

[A#m] Door hoon main [G#] in hawaaon se

[F#] Ye hawa tujhe chhoo ke bhi [Fm] aayi na ho

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page