Dil Jo Na Keh Saka
Singer: Mohammed Rafi
Tempo: 134 BPM
Scale: F major
[F] Dil jo naa kah sakaa Wohi raaz-e-dil kahne
ki [C] raat [F] ..aa.. [G] ..yi.. [F]
[F] Dil jo naa kah sakaa
[F] Wohi raaz-e-dil kahne
ki [C] raat [F] ..aa.. [G] ..yi.. [F]
[F] Naghma sa koyi jaag utha [C] badan me
[F] Jhankar ki si tharthari hai [C] tan me
[C] Jhankar [F] ki si tharthari hai tan me
[A#] Ho mubarak [F] tumhe kisi ki
[F] larajti si baahon mein
[F] Rahne ki [C] raat [F] ..aa.. [G] ..yi.. [F]
[F] Dil jo na kah saka...
[F] Taubaa ye kis ne [C] anjuman sajaa ke
[F] Tukde kiye hain [C] guncha-e-wafaa ke
[C] Tukde [F] kiye hain guncha-e-wafaa ke
[A#] Ho uchhaalo [F] gulon ke tukde
[F] Ke rangeen fizaaon mein
[F] Rahne ki [C] raat [F] ..aa.. [G] ..yi.. [F]
[F] Dil jo na kah saka...
[F] Chaliye mubaarak [C] jashn dosti kaa
[F] Daaman to thaamaa [C] aap ne kisi kaa
[C] Daaman to [F] thaamaa aap ne kisi kaa
[A#] Ho hamen to [F] khushi yahi hai
[F] Tumhen bhi kisi ko apnaa
kahne ki [C] raat [F] ..aa.. [G] ..yi.. [F]
[F] Dil jo na kah saka...
[F] Saagar uthaao [C] dil kaa kis ko gham hai
[F] Aaj dil ki qeemat [C] jaam se bhi kam hai
[C] Aaj dil ki [F] qeemat jaam se bhi kam hai
[A#] Ho piyo chaahe [F] khoon-e-dil ho
[F] Ke peete pilaate hi
[F] Rahne ki [C] raat [F] ..aa.. [G] ..yi.. [F]
[F] Dil jo na kah saka...
Recent Posts
See AllSinger: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti
Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh