top of page

Dil Ka Bhanwar


 

Singer: Mohammed Rafi

Tempo: 155 BPM

Scale: G major

 

[G] Dil ka bhnwar kare pukaar

[G] Pyaar ka raag [D] suno

[D] Pyaar ka raag suno [C] re [G] Hmm


[G] Ful tum gulaab ka,Kya jawaab ap ka

[G] Jo ada hai wo bahaar [C] hai

[G] Aaj dil ki bekali,Aa gayi zuban par

[G] Baat ye hai tum se pyaar [C] hai

[C] Dil tumhi ko diya re,

[D] Pyaar ka raag suno [C] re [G] Hmm


[G] Chaahe tum mitana par na tum girana

[G] Ansu ki tarah nigaah [C] se

[G] Pyaar ki unchaai, ishk ki gaharaai

[G] Puchh lo hamaari ah [C] se

[C] Asamaan chhu liya re,

[D] Pyaar ka raag suno [C] re [G] Hmm


[G] Is hasin utar pe,ham na baithe har ke

[G] Saaya ban ke saath ham [C] chale

[G] Aj mere sng tu,

[G] gunje dil ki araju

[G] Tujh se meri ankh jab [C] mile

[C] Jaane kya kar diya re,

[D] Pyaar ka raag suno [C] re [G] Hmm


[G] Ap ka ye anchal, pyaar ka ye baadal

[G] Fir hamen zamin pe le [C] chala

[G] Ab to hath thaam lo Ek nazar ka jaam do

[G] Is ne safr ka waasa [C] ta

[C] Tum mere saaqiya re,

[D] Pyaar ka raag suno [C] re [G] Hmm

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page