top of page

Hum Intezaar Karenge


 

Singer: Mohammed Rafi

Tempo: 109 BPM

Scale: C major (Original scale of the song is C# major. If playing on guitar, put the capo on 1st fret)

 

[C] Hum intezaar karenge

Hum inte [F] zaar kare [C] nge

tera [F] qayaamat tak

Khuda [G] kare ke qayaa [F] mat ho

[F] aur tu aa [C] ye

Khuda [C] kare ke qayaa [F] mat ho

[F] aur tu aa [C] ye


[C] Bujhi bujhi si nazar [A#] mein

teri [C] talaash liye

[C] Bhatakte [F] phirte hai

[F] hum aap apni laash liye

Yehi [C] junoon yehi vehshat ho

Yehi [G] junoon yehi veh [F] shat ho

aur [C] tu aaye

Khuda [C] kare ke qayaa [F] mat ho

[F] aur tu aa [C] ye


[C] Naa denge hum tujhe

[A#] ilzaam bewa [C] faai ka

Magar [F] geela to karenge teri judai ka

Tere [C] khilaaf shikaayat ho

Tere [G] khilaf shika [F] yat ho aur tu aaye

aur [C] tu aaye

Khuda [C] kare ke qayaa [F] mat ho

[F] aur tu aa [C] ye


[C] Yeh zindagi tere

[A#] kadmon mein daal [C] jaayenge

Tuz hi ko [F] teri amanat sambhal jayenge

[C] Humara aalam-e-rukhsat ho

Humara [G] aalam-e-rukh [F] sat ho

aur [C] tu aaye

Khuda [C] kare ke qayaa [F] mat ho

[F] aur tu aa [C] ye

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page