Jaan Hai Meri (Radhe Shyam)
Singer: Armaan Malik
Tempo: 80 BPM
Scale: G major
[G] Aaye The Is [Em] Tarah Se Tum
Jaise [C] Koyi Ho Khwaab [D] Naya
[G] Bas Yaadein Reh [Em] Gayi Dekho
Hum Mein [C] Tum Mein Jo Tha Na [D] Raha
[Bm] Ho Puchhta Hoon Main Khud Se
[C] Door Kyun Raha Tujhse
[Am] Jaate Jaate Sun Le Tu [D] Zara
Labon Pe [G] Naam Hai Tera
Haan Dil Mein [Em] Yaad Hai [D] Teri
Tu Mera [Am] Na Hua Toh Kya
Tu Phir Bhi [D] Jaan Hai [G] Meri
[G] Tujhko Apna Kabhi
Kehne Se [Bm] Pehle Socha Nahi
[C] Khwaab Mein Bhi Tera
Dil [D] Tod Paya [G] Nahi
[G] Maine Yeh Zindagi
Tere Hi [Em] Naam Likh Di [D] Meri
[C] Kismaton Se Tujhe Par
[D] Jod Paya [G] Nahi
[Bm] Ho Ho Puchhta Hoon Main Khud Se
[C] Aur Kya Kahun Tumse
[Am] Jo Tujhe Banade Bas [D] Mera
Labon Pe [G] Naam Hai Tera
Haan Dil Mein [Em] Yaad Hai [D] Teri
Tu Mera [Am] Na Hua Toh Kya
Tu Phir Bhi [D] Jaan Hai [G] Meri
[Em] Jis Din Yeh Tujhe Bhool Gaya
Us [D] Din Tham Jayega
Yeh Dil [C] Kuchh Na Kar Paye [D] ga
Na Ek Pal [C] Bhi Jee Paye [G] ga
[Em] Meri Tarah Tujhko Jab Ek Din
[D] Ho Hi Jayega
Yeh Ishq Tab [C] Samajh Mein Aaye [D] ga
Tu Khud Ko [C] Rok Na Paye [G] ga
[G] Aaoge Ek [Em] Din Chal Ke
Meri [C] Raahon Pe Tum [D] Dekhna
[Bm] Ho Ho Dhadkano Ko Saanson Ko
[C] In Akeli Raaton Ko
[Am] Intezaar Kab Se Hai [D] Tera
Labon Pe [G] Naam Hai Tera
Haan Dil Mein [Em] Yaad Hai [D] Teri
Tu Mera [Am] Na Hua Toh Kya
Tu Phir Bhi [D] Jaan Hai [G] Meri
Recent Posts
See AllSinger: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti
Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh