Mishri
Singer: Anuv Jain
Tempo: 80 BPM
Scale: G major
[G] Yeh palkon mein Kuch [Em] baate hai
[C] Tere bina, tere bi [G] na
Adhuri [G] si, saari raa [Em] tein hain
Tere [C] bina, tera bi [G] na
Aur aasma [D] mein Jo taare [Em] hai
Tu waise mere [C] Dil mein sajha [G] hai
Ye taare [D] jo Ab tootay [Em] toh
In khwahishon me [C] Tu hi raha [G] hai
[G] Aur mishri si Tere [Em] baatein yeh
Yun [C] haule haule Yaad aa [G] rahi hai
[G] Aur meethi si Teri [Em] yaadein ab
Yoon [C] raaton me Sula ja [G] rahin hai
Tu [D] aaj bhi Haan [Em] aaj bhi
Kahin na kahi [C] Sapno me raha [G] hai
Aur mishri [D] ke In baadalo [Em] mein
Tu aaj bhi [C] Kahin pe chippa [G] hain
[G] Tu needon mein Band [Em] aakhon me
Yun [C] haule haule Ladti zagadti [G] hai
[G] Na jane kyun Phir [Em] aake tu
[C] Muze hi jaana Kas ke pakadti [G] hain
[D] Tera, tera [Em] hi Mai [C] ho gaya hoon
Sonay ke mehelon [G] mein
[D] Tera, tera [Em] hi Main [C] ho gaya ho
Mitti ke shehron [G] mein
Recent Posts
See AllSinger: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti
Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh