Sandese Aate Hain (Border)
Singer: Sonu Nigam, Roop Kumar Rathod
Tempo: 89 BPM
Scale: A major
[A] ho oooooooooooooo
[E] hoho oooooooooooo
[D] hoho oooooooooooo
[E] hoho [A] ooooo
Sandese [A] aate hai hame tadpate hai
Jo chitthi [A] aati hai wo puche jaati hai
Ke ghar kab [D] aaoge Ke ghar kab [D] aaoge
[D] likho kab aaoge
Ke tum bin [E] ye ghar suna [D] suna [A] hai
Kisi [A] Dilwaali [E] Ne
Kisi [A] Matwaali [E] Ne
Humein Khat [A] Likkha [E] Hai
Ki Humse [E] Poochha [A] Hai
Kisi Ki [B] Saason [A] Ne
Kisi Ki [B] Dhadkan [A] Ne
Kisi Ki [B] Choodi [A] Ne
Kisi Ke [A] Kangan Ne
Kisi Ke [A] Kajre Ne
Kisi Ke [F#m] Gajre Ne
Mahekti [A] Subaho Ne Machalti Shamon Ne
Akeli [D] Raaton Ne Adhoori Baaton Ne
Tarasti [D] Baahon Ne
Aur [E] Puccha Hai Tarsi [D] Nighaho [A] Ne
Ke ghar kab [D] aaoge Ke ghar kab [D] aaoge
[D] likho kab aaoge
Ke tum bin [E] ye ghar suna [D] suna [A] hai
Mohabbat [A] Walon [E] Ne
Hamare [A] Yaaron [E] Ne
Humein Ye [A] Likkha [E] Hai
Ke Humse [E] Poochha [A] Hai
Hamare [B] Gaaon [A] Ne
Aam Ki [B] Chaaon [A] Ne
Purane [B] Pipal [A] Ne Baraste Baadal Ne
Khet [A] Khaliayaanon Ne
Hare [F#m] Maidaanon Ne
Basanti [A] Belon Ne Jhoomti Belon Ne
Lachakte [D] Jhulon Ne Behekte Phoolon Ne
Chatakti [D] Kaliyon Ne
Aur [E] Puchha Hai Gaaon Ki [D] Galiyo [A] Ne
Ke ghar kab [D] aaoge Ke ghar kab [D] aaoge
[D] likho kab aaoge
Ke tum bin [E] ye ghar suna [D] suna [A] hai
Kabhi Ek [A] Mamta [E] Ki
Pyaar Ki [A] Ganga [E] Ki
Vo Chitthi [A] Aati [E] Hai
Saath Vo [E] Laati [A] Hai
Mere Din [B] Bachpan [A] Ke
Khel Vo [B] Aangan [A] Ke
Vo Saaya [B] Aanchal [A] Ka Vo Tika Kajal Ka
Vo Lori [A] Raton Me
Vo Narmi [F#m] Haatho Me
Vo Chahat [A] Aankho Me Vo Chinta Baato Me
Bigadna [D] Oopar Se Mohabbat Andar Se
Kare Vo [D] Devi Maa
Yahi Har [E] Khat Me Puchhe [D] Meri [A] Maa
Ke ghar kab [D] aaoge Ke ghar kab [D] aaoge
[D] likho kab aaoge
Ke tum bin [E] ye ghar suna [D] suna [A] hai
[A] Ay Guzarne Waali Hava Bata
[A] Mera Itna Kaam Karegi Kya
Mere [E] Gaanv Ja Mere Dosto ko [A] Salam De
Meri [A] Gaanv Mein Hai Jo Vo Gali
Jahaan [A] Rehti Hai Meri Dilruba
Usay [E] Mere Pyaar Ka Jaam De
Usay [D] Mere Pyaar Ka [E] Jaam [A] De
Vahin [C] Thodi [A] Door Hai Ghar Mera
Mera [C] Ghar Me [A] Hai Meri Budhi Maa
Mere [D] Maa Ke Pairon Ko [A] Chhooke tu
Usay [D] Uske Beta Ka [A] Naam De
Ae, [A] guzarne waali hawa zara
Mere [A] doston meri dilrubaa
Meri [C] maa ko [A] mera payaam de
Unhe [C] jaake [A] tu ye payaam de
Main waapas [A] aaoonga,
main waapas [A] aaoonga
Phir apne [F#m] gaaon mein,
usiki [A] chhaaon mein
Ki Maa ke [D] aanchal se,
gaaon ke [D] peepal se
Kisi ke [D] kaajal se,
kiya jo [E] waada tha wo [A] nibhaoonga
[A] Main ek din aaoonga.....
Recent Posts
See AllSinger: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti
Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh