top of page

Tere Mere Darmiyan (Chef)


 

Singer: Armaan Malik

Tempo: 85 BPM

Scale: E major

 

(E)...(C#m)...(A)...(B)

(E)...(C#m)...(A)...(B)


(E)Tere mere (C#m)darmiyaan hain

(A)Baatein (B)ankahi

(E)Tu wahaan hai (C#m)main yahaan

(A)Kyun saath hum (B)nahin


(E)...(C#m)...(A)...(B)


(E)Tere mere (C#m)darmiyaan hain

(A)Baatein (B)ankahi

(E)Tu wahaan hai (C#m)main yahaan

(A)Kyun saath hum (B)nahin


(G#m)Faisley jo (A)kiye

(G#m)Faasley (A)hi mile

Raahein (F#m)judaa kyun ho (B)gayi

Na tu (F#m)ghalat, na main (B)sahi


Le ja (E)mujhe saath (C#m)tere

Mujhko na (A)rehna saath (B)mere

Le ja (E)mujhe saath (C#m)tere

Mujhko na (A)rehna saath (B)mere


Le ja (A)mujhe..(E)..(B)

Le ja (A)mujhe..(E)..(B)


(E)Thodi si dooriyan hain

(C#m)Thodi majbooriyan hain

(A)Lekin hai jaanta (B)mera dil


Ho.. (E)Ik din toh aayega jab

(C#m)Tu laut aayega tab

(A)Phir muskuraayega (B)mera dil


(G#m)Sochta hoon (A)yahin

Baithe (G#m)baithe (A)yunhi

Raahein (F#m)judaa kyun ho (B)gayi

Na tu (F#m)ghalat, na main (B)sahi


Le ja (E)mujhe saath (C#m)tere

Mujhko na (A)rehna saath (B)mere

Le ja (E)mujhe saath (C#m)tere

Mujhko na (A)rehna saath (B)mere


Le ja (A)mujhe..(E)..(B)

Le ja (A)mujhe..(E)..(B)


(E)Yaadon se lad raha hoon

(C#m)Khud se jhaghad raha hoon

(A)Aankhon mein neend hi (B)nahi hai


Ho.. (E)tujhse juda hue toh

(C#m)Lagta aisa hai mujhko

(A)Duniya meri bikhar (B)gayi hai


Dono (G#m)ka tha (A)safar

(G#m)Manzilon pe (A)aakar

Raahein (F#m)judaa kyun ho (B)gayi

Na tu (F#m)ghalat, na main (B)sahi


Le ja (E)mujhe saath (C#m)tere

Mujhko na (A)rehna saath (B)mere

Le ja (E)mujhe saath (C#m)tere

Mujhko na (A)rehna saath (B)mere


Le ja (A)mujhe..(E)..(B)

Le ja (A)mujhe..(E)..(B)


(F#m)Sunn mere Khuda

Bas itni (B)si meri duaa

Lauta de (E)humsafar mera

Jaayega (A)kuch nahi tera


Tere hi (F#m)dar pe hoon khada

Jaaun toh (B)jaaun main kahan

Taqdeer (E)ko badal meri

Mujhpe (A)hoga karam (B)tera..(E)

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page