top of page

Tu Hai Ki Nahi (Roy)


 

Singer: Ankit Tiwari

Tempo: 144 BPM

Scale: A# minor

 

[A#m] Mujhse hi aajmujhko [F#] mila de

[G#] Dekhoon aadaton mein tu [F#] hai ki nahi

Har [A#m] saans se pooch ke [F#] bataa de

[G#] Inke faaslon meintu [F#] hai ki nahi


[A#m] Mujhse hi aaj mujhko [F#] mila de

[G#] Dekhoon aadaton mein tu [F#] hai ki nahi

Har [A#m] saans se pooch ke [F#] bataa de

[Fm] Inke faaslon mein tu [F#] hai ki nahi


Main [D#m] aas-paas tere aur [Fm] mere paas


Tu [A#m] hai ki [Fm] nahi

Tu [F#] hai ki [G#] nahi

Tu [A#m] hai ki [Fm] nahi

Tu [F#] hai ki [G#] nahi


[A#m] Daudte hain khwaab jinpe

[F#] Rasta woh tu [G#] lage

Neend [Fm] se jo aankh ka hai

[G#] Waasta woh tu [F#] lage

Tu [A#m] badalta waqt koi

[F#] Khushnuma sa pal [G#] mera

Tu woh [Fm] lamha jo na thehre aane

[G#] Waala kal [F#] mera


Main [D#m] aas-paas tere aur [Fm] mere paas


Tu [A#m] hai ki [Fm] nahi

Tu [F#] hai ki [G#] nahi

Tu [A#m] hai ki [Fm] nahi

Tu [F#] hai ki [G#] nahi


In [A#m] labon pe jo hansi hai inki

[F#] Tu hi hai [G#] wajah

Bin [Fm] tere me kuch nahi hun mera

[G#] Hona [F#] bewajah

Dhoop [A#m] teri na pade to

[F#] Dhundhla sa main [G#] lagun

Aake [Fm] saanse de mujhe tu taaki

[G#] Zinda me [F#] rahun


Main [D#m] aas-paas tere aur [Fm] mere paas


Tu [A#m] hai ki [Fm] nahi

Tu [F#] hai ki [G#] nahi

Tu [A#m] hai ki [Fm] nahi

Tu [F#] hai ki [G#] nahi

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page