top of page

Tum Mile


 

Singer: K.K

Tempo: 123 BPM

Scale: C major

 

(C)Khawabon binaa nigahein mere jee (Am)rahi thi

(F)Koi nahi tha yeh (G)akele mere thi (C)zindagi

(C)Khamoosh tha hothon py baaat (Am)nahi thi

(F)Koi nahi tha yeh (G)akeli meri thi (C)zindagi


Tum (C)mile to mil gaya yeh jahan

Tum (Am)mile to har pal hai naya

Tum (F)mile to sab se (G)hai (C)fasla

Tum (C)mile to jadoo chaa gaya

Tum (Am)mile to jeenaa aa gaya

Tum (F)mile to mene (G)paya hai (C)khuda


(C)Palkeein mundeein chahat meri so (Am)rahi thi

(F)Khushboo hawaon mein thi (G)mene nahi mehsoos (C)ki

(C)Janee kahan bahrein mere khil (Am)rahee the

(F)Khushboo hawaon mein thi (G)mene nahi mehsoos (C)ke


Tum (C)mile to mehke barishee

Tum (Am)mile jagi khwaishe

Tum (F)mile to rango ka (G)hai (C)silsila

Tum (C)mile to jadoo chaa gaya

Tum (Am)mile to jeena aa gaya

Tum (F)mile to maine (G)paya hai (C)khuda


(C)Tunee duyain sune

(Am)Dil ki sadyein sune

(F)Tujhse mein (G)maungu aur (C)kya

(C)Tujh bin adhura hoon mein

(Am)Tere sang pura hoon mein

(F)Karta hoon (G)tera (C)shukriya


(C)Kaise kahon..............(Am)

(C)Kaise kahon..............(Am)


(C)Kaise kahon lamhein mujhe choo (Am)rahein hain

(F)Aisa laga hai inmein (G)tera hi to ehsaas (C)hai

(C)Kaise kahon dil mein nayi (Am)aahtein hai

(F)Aisa laga hai inmein (G)tera hi to ehsaas (C)hai


Tum (C)mile to mera dil gaya

Tum (Am)mile to sab kuch mil gaya

Tum (F)mile to logon se (G)kya (C)vasta

Tum (C)mile to jadoo chaa gaya

Tum (Am)mile to jeena aa gaya

Tum (F)mile to maine (G)paya hai (C)khuda

Tags:

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page