top of page

Zaroori Tha


 

Singer: Rahat Fateh Ali Khan

Tempo: 114 BPM

Scale: G# minor

 

[G#m] Lafz Kitne Hi Tere Pairon Se

[G#m] Lipte Honge

[G#m] Tune Jab [E] Aakhiri Khat

Mera [D#] Jalaya [G#m] Hoga

[G#m] Tune Jab Phool, Kitabon Se

[E] Nikaale [G#m] Honge

[G#m] Dene Waala Bhi Tujhe

[E] Yaad Toh Aaya [G#m] Hoga


[G#m] Teri [F#] Aankhon Ke Dariya [E] Ka

Utarna [G#m] Bhi Zaroori Tha

Mohabbat [F#] Bhi Zaroori [E] Thi

Bichadna [G#m] Bhi Zaroori Tha

Zaroori [C#m] Tha Ki

Hum [F#] Dono Tawaaf-e- [E] aarzoo [G#m] Karte

Magar Phir [F#] Aarzu?on [E] Ka

Bikharna [G#m] Bhi Zaroori Tha

[G#m] Teri [F#] Aankhon Ke Dariya [E] Ka

Utarna [G#m] Bhi Zaroori Tha


[G#m] Bataao [C#m] Yaad Hai Tumko

Woh Jab Dil [G#m] Ko Churaya Tha

Churaai [C#m] Cheez Ko Tumne

Khuda Ka [G#m] Ghar Banaya Tha

[G#m] Woh Jab Kehte Thhe

Mera [F#] Naam Tum

Tas [E] bih Mein Padhte [G#m] Ho

Mohabbat [G#m] Ki Namaazo [F#] Ko

Qara [E] Karne Se Darte [G#m] Ho

Magar Ab [F#] Yaad Aata Hai

Woh Baatein [E] Thi Mahez [G#m] Baate

[G#m] Kahin [F#] Baato Hi Baaton [E] Me

Mukarna [G#m] Bhi Zaroori Tha

Teri Aankhon Ke Dariya Ka

Utarna Bhi Zaroori Tha

[G#m] Teri [F#] Aankhon Ke Dariya [E] Ka

Utarna [G#m] Bhi Zaroori Tha


[G#m] Wahi Hai [C#m] Sooratein Apni

Wahi Main [G#m] Hoon, Wahi Tum Ho

Magar [C#m] Khoya Huaa Hoon Main

Magar Tum [G#m] Bhi Kahin Gum Ho

[G#m] Mohabbat Mein Dagaa Ki [F#] Thi

So Kaafir [E] Thhe So Kaafir [G#m] Hain

Mili Hain [G#m] Manzilein Phir [F#] Bhi

Musaafir [E] Thhe, Musaafir [G#m] Hain

Tere Dil [F#] Ke Nikaale Hum

Kahaan [B] Bhatke Kahaan [G#m] Pahunche

Magar [F#] Bhatke Toh Yaad [E] Aaya

Bhatakna [G#m] Bhi Zaroori Tha

Mohabbat [F#] Bhi Zaroori [E] Thi

Bichadna [G#m] Bhi Zaroori Tha

0 comments

Recent Posts

See All

Singer: Rekha Bhardwaj, Anurag Saikia Tempo: 154 BPM Scale: D major (Original scale of the song is D# major. If playing on the guitar, put the capo of the first fret. Aise [D] Kyun [Bm] Kuch To Likhti

Singer: Lata Mangeshkar Tempo: 91 BPM Scale: E major [E] Beeti na bitai raina, [F#] birha ki [B] jaai [E] raina [A] Bheegi hui ankhi [E] yon ne [B] lakh bujhai [E] raina [E] Beeti hui batiyan koi doh

bottom of page